7+ Lagu India Mohabbatein OST dan Lirik Lagunya [Lengkap]
04/05/23
Tambah Komentar
OST lagu India Mohabbatein - Mohabbatein merupakan salah satu film India terpopuler dengan genre drama romance. Selain alur ceritanya yang bagus, film ini juga dikenal karena soundtracknya. Terdapat beberapa lagu India populer yang jadi OST film Mohabbatein yang sangat digemari oleh penggemar lagu Bollywood.
Film Mohabbatein dirilis di tahun 2000 dengan genre drama-romance musical. Film ini disutradarai oleh Aditya Chopra. Kata Mohabbatein sendiri berarti 'cerita cinta'. Film ini dibintangi banyak aktor India ternama, sebut saja seperti Amitabh Bachchan, Shah Rukh Khan, Uday Chopra, Jimmy Sheirgill, Jugal Hansraj, Shamita Shetty, Kim Sharma, Preeti Jhangiani dan Aishwarya Rai.
Alur cerita film ini begitu bagus sehingga film ini sukses besar dan memenangkan banyak penghargaan. Satu hal positif lain dari film ini adalahnya soundtracknya. Lagu-lagu soundtrack film dibuat oleh Jatin-Lalit dan liriknya ditulis oleh Anand Bakshi.
Lagu-lagu Mohabbatein pun diiringi di tiap adegan film, layaknya film musikal India lain. Tiap nada dan lirik lagu Mohabbatein pun sesuai dengan plot cerita, baik dalam suasana sedih atau senang. Para penggemar lagu Bollywood tentu tidak asing dengan lagu-lagu India Mohabbatein yang sangat ikonik.
(baca juga kumpulan lagu India lama)
Di bawah ini akan dibagikan kumpulan lirik lagu India Mohabbatein yang dijadikan soundtrack OST film Mohabbatein selengkapnya.
Aaaa aaa aaa
Humko humise chura lo, dil mein kahin tum chhupa lo
Humko humise chura lo, dil mein kahin tum chhupa lo
Hum akele kho naa jaaye, door tumse ho naa jaaye
Paas aao gale se lagaa lo
Humko humise chura lo, dil mein kahin tum chhupa lo
Hum akele kho naa jaaye, door tumse ho naa jaaye
Paas aao gale se lagaa lo
Humko humise chura lo
Dil mein kahin tum chhupa lo
Aaa aaa aa, la la la la la
Yeh dil dhadka do, zulfen bikhraa do
Sharmaake apna, aanchal lehraa do
Hum zulfen to bikhraa de, din mein raat na ho jaaye
Hum aanchal to lehraa de, par barsaat na ho jaaye
Hone do barsaatein, karni hain kuch baatein
Paas aao gale se lagaa lo
Humko humise chura lo, dil mein kahin tum chhupa lo
Hum akele kho naa jaaye, door tumse ho naa jaaye
Paas aao gale se lagaa lo
Humko humise chura lo
Dil mein kahin tum chhupa lo
Aa aa aaa aaa aa, la la la la laa
Tumpe marte hain, hum mar jaayenge
Yeh sab kehte hain, hum kar jaayenge
Chupki bhar sindoor se tum ab yeh maang zara bhar do
Kal kya ho kisne dekha, sab kuch aaj abhi kar do
Hona ho sab raazi, dil raazi, rab raazi
Paas aao gale se lagaa lo
Humko humise chura lo, dil mein kahin tum chhupa lo
Oooo, humko humise chura lo, dil mein kahin tum chhupa lo
Hum akele ho naa jaaye, door tumse ho naa jaaye
Paas aao gale se lagaa lo
Paas aao gale se lagaa lo
La la la, hmm hmm
Ek ladki thi dewani si
Ek ladke pe woh marti thi
Nazren jhuka ke
Sharma ke
Galiyon se guzarti thi
Chori chori chupke chupke
Chitthiyan likha karti thi
Kuch kehna tha shayad us ko
Jaane kis se darti thi
Jab bhi milti thi mujh se
Mujh se poocha karti thi
Pyaar kaise hota hai
Yeh pyaar kaise hota hai
Aur main
Sirf yeh keh pata tha
Fu.. umpp..
Aankhein khuli ho yaa ho band
Deedar unka hota hai
Kaise kahoon main o yaara yeh
Pyaar kaise hota hai
Tududu dudu dududu tu dudu dudu
Tududu dudu dududu tu dudu dudu
Hey aankhein khuli ho yaa ho band
Deedar unka hota hai
Aankhein khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Kaise kahoon main o yaara yeh
Pyaar kaise hota hai
Tududu dudu dududu tu dudu dudu
Tududu dudu dududu tu dudu dudu
Aankhein khuli ho yaa ho band
Deedar unka hota hai
Kaise kahoon main o yaara yeh
Pyaar kaise hota hai
Tududu dudu dududu tu dudu dudu
Tududu dudu dududu tu dudu dudu
Lalala..la...
Aaj hi yaaron kisi pe
Marke dekhenge hum
Pyaar hota hai yeh kaise
Karke dekhenge hum
Kisi ki yaadon mein khoye hue
Khwaabon ko humne sajaaliya
Kisi ki baahon mein soye hue
Apna usse banaaliya
Ae yaar pyaar mein koi
Tududu dudu dududu tu dudu dudu
Ae yaar pyaar mein koi
Naa jaagta naa sota hai
Kaise kahoon main o yaara yeh
Pyaar kaise hota hai
Tududu dudu dududu tu dudu dudu
Tududu dudu dududu tu dudu dudu
Kya hai yeh jadoo hai koi
Bas jo chal jaata hai
Todke pehre hazaaron
Dil nikal jaata hai
Door kahin aasmaano par
Hote hai yeh saare faisle
Kaun jaane koi humsafar
Kab kaise kaha mile
Jo naam dil pe ho likha
Tududu dudu dududu tu dudu dudu
Jo naam dil pe ho likha
Ikraar si se hota hai
Kaise kahoon main o yaara yeh pyaar kaise hota hai

Duniya Mein Kitni Hain Nafratein
Phir Bi Dilo Mein Hai Chahtein
Duniya Mein Kitni Hain Nafratein
Phir Bi Dilo Mein Hai Chahtein
Mar Bi Jaye
Pyaar Wale
Mit Bi Jaayen
Yaar Wale
Zinda Rehti Hain
Unki Mohabbatein
Zinda Rehti Hain
Unki Mohabbatein
(Aa..aa..)
Mar Bi Jaye
Pyaar Wale
Mit Bi Jaayen
Yaar Wale
Zinda Rehti Hain
Unki Mohabbatein
Zinda Rehti Hain
Unki Mohabbatein
(Aa..aa..)
Nah itulah kumpulan lirik lagu India Mohabbatein secara lengkap dalam bahasa India. Terdapat total 9 lagu yang menjadi OST Mohabbatein, dua di antaranya adalah instrumental dan satu merupakan versi aransemen. Lagu-lagu Mohabbatein pun masih sering diputar dan digemari sampai sekarang.

Lirik Lagu India Mohabbatein OST
Di bawah ini akan dibagikan kumpulan lirik lagu India Mohabbatein yang dijadikan soundtrack OST film Mohabbatein selengkapnya.
Humko Humise Chura Lo
Penyanyi : Lata Mangeshkar & Udit Narayan
Lirik lagu Humko Humise Chura Lo :
Aaaa aaa aaa
Humko humise chura lo, dil mein kahin tum chhupa lo
Humko humise chura lo, dil mein kahin tum chhupa lo
Hum akele kho naa jaaye, door tumse ho naa jaaye
Paas aao gale se lagaa lo
Humko humise chura lo, dil mein kahin tum chhupa lo
Hum akele kho naa jaaye, door tumse ho naa jaaye
Paas aao gale se lagaa lo
Humko humise chura lo
Dil mein kahin tum chhupa lo
Aaa aaa aa, la la la la la
Yeh dil dhadka do, zulfen bikhraa do
Sharmaake apna, aanchal lehraa do
Hum zulfen to bikhraa de, din mein raat na ho jaaye
Hum aanchal to lehraa de, par barsaat na ho jaaye
Hone do barsaatein, karni hain kuch baatein
Paas aao gale se lagaa lo
Humko humise chura lo, dil mein kahin tum chhupa lo
Hum akele kho naa jaaye, door tumse ho naa jaaye
Paas aao gale se lagaa lo
Humko humise chura lo
Dil mein kahin tum chhupa lo
Aa aa aaa aaa aa, la la la la laa
Tumpe marte hain, hum mar jaayenge
Yeh sab kehte hain, hum kar jaayenge
Chupki bhar sindoor se tum ab yeh maang zara bhar do
Kal kya ho kisne dekha, sab kuch aaj abhi kar do
Hona ho sab raazi, dil raazi, rab raazi
Paas aao gale se lagaa lo
Humko humise chura lo, dil mein kahin tum chhupa lo
Oooo, humko humise chura lo, dil mein kahin tum chhupa lo
Hum akele ho naa jaaye, door tumse ho naa jaaye
Paas aao gale se lagaa lo
Paas aao gale se lagaa lo
La la la, hmm hmm
Chalte Chalte
Penyanyi : Sonali Bhatawdekar, Ishaan Dev, Pritha Mazumdar, Udhbav Ohja, Shweta Pandit, Manohar ShettyLirik lagu Chalte Chalte :
Chalte chalte yunhi ruk jaata hoon main
Bethe bethe kahin kho jaata hoon main
Kehte kehte hi chup ho jaata hoon main
Kya yahin pyaar hai, kya yahin pyaar hai
Haan yahin pyaar hai, haan yahin pyaar hai
Chalte chalte yunhi ruk jaata hoon main
Bethe bethe kahin kho jaata hoon main
Kehte kehte hi chup ho jaata hoon main
Kya yahin pyaar hai, kya yahin pyaar hai
Haan yahin pyaar hai, haan yahin pyaar hai
Tumpe marte hai kyoon hum nahin jaante - 2
Aisa karte hai kyoon hum nahin jaante
Band galiyon se chup chup ke hum guzarne lage
Saari duniya se rehke rehke hum to darrne lage
Hai, yeh kya karne lage

Teri baaton mein yeh ek sharaarat si hai
Teri baaton mein yeh ek sharaarat si hai
Mere honton pe yeh ek shikaayat si hai
Teri aanhkon ko aankhon se choomne hum lage
Tujhko baahon mein le lekar jhoomne hum lage

Pairon Mein Bandhan Hai
Penyanyi : Sonali Bhatawdekar, Ishaan Dev, Pritha Mazumdar, Udhbav Ohja, Shweta Pandit, Manohar ShettyLirik lagu Pairon Mein Bandhan Hai :
Pairon mein bandhan hai
Pairon mein bandhan hai
Payal ne machaya shor
Pairon mein bandhan hai
Payal ne machaya shor
Sab darwaaze kar lo band
Sab darwaaze kar lo band
Dekho aaye aaye chor
Pairon mein bandhan hai
Tod de saare bandhan tu
Tod de saare bandhan tu
Machne de payal ka shor
Tod de saare bandhan tu
Machne de payal ka shor
Dil ke sab darwaaze khol
Dil ke sab darwaaze khol
Dekho aaye aaye chor
Pairon mein bandhan hai
Kahoon main kya, karoon main kya
Sharam aa jaati hai
Na yoon tadpa ki meri jaan
Nikalti jaati hai
Tu aashiq hai mera sachcha
Yakeen to aane de
Tere dil mein agar shaq hai
To bas phir jaane de
Itni jaldi laaj ka
Ghoonghat na kholoongi
Sochoongi phir soch ke
Kal parson boloongi
Tu aaj bhi haan na boli
Oye kudiye teri doli
Le na jaaye koi aur
Pairon mein bandhan hai
Pairon mein bandhan hai
Payal ne machaya shor
Sab darwaaze kar lo band
Sab darwaaze kar lo band
Dekho aaye aaye chor
Tod de saare bandhan tu
Hoye tod de saare bandhan tu
Machne de payal ka shor
Dil ke sab darwaaze khol
Dil ke sab darwaaze khol
Dekho aaye aaye chor
Pairon mein bandhan hai
Jinhein milna hai kuchh bhi ho
Aji mil jaate hain
Dilon ke phool to patjhad mein bhi
Khil jaate hain
Zamana doston dil ko deewana kehta hai
Deewana dil zamane ko deewana kehta hai
Le main saiyaan aa gayi
Saari duniya ko chhod ke
Tera bandhan baandh liya
Saare bandhan tod ke
Ek dooje se jud jaayein
Aa hum dono udd jaayein
Jaise sang patang aur dor
Pairon mein bandhan hai
Pairon mein bandhan hai
Payal ne machaya shor
Sab darwaaze kar lo band
Sab darwaaze kar lo band
Dekho aaye aaye chor
Pairon mein bandhan hai
Tod de saare bandhan tu
Tod de saare bandhan tu
Machne de payal ka shor
Dil ke sab darwaaze khol
Dil ke sab darwaaze khol
Dekho aaye aaye chor
Sab darwaaze kar lo band
Sab darwaaze kar lo band
Dekho aaye aaye chor
Haan dekho aaye aaye chor
Dekho aaye aaye chor
Arre dekho aaye aaye chor
Pairon mein bandhan hai
Pairon mein bandhan hai
Payal ne machaya shor
Pairon mein bandhan hai
Payal ne machaya shor
Sab darwaaze kar lo band
Sab darwaaze kar lo band
Dekho aaye aaye chor
Pairon mein bandhan hai
Tod de saare bandhan tu
Tod de saare bandhan tu
Machne de payal ka shor
Tod de saare bandhan tu
Machne de payal ka shor
Dil ke sab darwaaze khol
Dil ke sab darwaaze khol
Dekho aaye aaye chor
Pairon mein bandhan hai
Kahoon main kya, karoon main kya
Sharam aa jaati hai
Na yoon tadpa ki meri jaan
Nikalti jaati hai
Tu aashiq hai mera sachcha
Yakeen to aane de
Tere dil mein agar shaq hai
To bas phir jaane de
Itni jaldi laaj ka
Ghoonghat na kholoongi
Sochoongi phir soch ke
Kal parson boloongi
Tu aaj bhi haan na boli
Oye kudiye teri doli
Le na jaaye koi aur
Pairon mein bandhan hai
Pairon mein bandhan hai
Payal ne machaya shor
Sab darwaaze kar lo band
Sab darwaaze kar lo band
Dekho aaye aaye chor
Tod de saare bandhan tu
Hoye tod de saare bandhan tu
Machne de payal ka shor
Dil ke sab darwaaze khol
Dil ke sab darwaaze khol
Dekho aaye aaye chor
Pairon mein bandhan hai
Jinhein milna hai kuchh bhi ho
Aji mil jaate hain
Dilon ke phool to patjhad mein bhi
Khil jaate hain
Zamana doston dil ko deewana kehta hai
Deewana dil zamane ko deewana kehta hai
Le main saiyaan aa gayi
Saari duniya ko chhod ke
Tera bandhan baandh liya
Saare bandhan tod ke
Ek dooje se jud jaayein
Aa hum dono udd jaayein
Jaise sang patang aur dor
Pairon mein bandhan hai
Pairon mein bandhan hai
Payal ne machaya shor
Sab darwaaze kar lo band
Sab darwaaze kar lo band
Dekho aaye aaye chor
Pairon mein bandhan hai
Tod de saare bandhan tu
Tod de saare bandhan tu
Machne de payal ka shor
Dil ke sab darwaaze khol
Dil ke sab darwaaze khol
Dekho aaye aaye chor
Sab darwaaze kar lo band
Sab darwaaze kar lo band
Dekho aaye aaye chor
Haan dekho aaye aaye chor
Dekho aaye aaye chor
Arre dekho aaye aaye chor
Aankhein Khuli
Penyanyi : Sonali Bhatawdekar, Ishaan Dev, Shahrukh Khan, Lata Mangeshkar, Pritha Mazumdar, Udit Narayan, Udhbav Ohja, Shweta Pandit, Manohar ShettyLirik lagu Aankhein Khuli :
Ek ladki thi dewani si
Ek ladke pe woh marti thi
Nazren jhuka ke
Sharma ke
Galiyon se guzarti thi
Chori chori chupke chupke
Chitthiyan likha karti thi
Kuch kehna tha shayad us ko
Jaane kis se darti thi
Jab bhi milti thi mujh se
Mujh se poocha karti thi
Pyaar kaise hota hai
Yeh pyaar kaise hota hai
Aur main
Sirf yeh keh pata tha
Fu.. umpp..
Aankhein khuli ho yaa ho band
Deedar unka hota hai
Kaise kahoon main o yaara yeh
Pyaar kaise hota hai
Tududu dudu dududu tu dudu dudu
Tududu dudu dududu tu dudu dudu
Hey aankhein khuli ho yaa ho band
Deedar unka hota hai
Aankhein khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Kaise kahoon main o yaara yeh
Pyaar kaise hota hai
Tududu dudu dududu tu dudu dudu
Tududu dudu dududu tu dudu dudu
Aankhein khuli ho yaa ho band
Deedar unka hota hai
Kaise kahoon main o yaara yeh
Pyaar kaise hota hai
Tududu dudu dududu tu dudu dudu
Tududu dudu dududu tu dudu dudu
Lalala..la...
Aaj hi yaaron kisi pe
Marke dekhenge hum
Pyaar hota hai yeh kaise
Karke dekhenge hum
Kisi ki yaadon mein khoye hue
Khwaabon ko humne sajaaliya
Kisi ki baahon mein soye hue
Apna usse banaaliya
Ae yaar pyaar mein koi
Tududu dudu dududu tu dudu dudu
Ae yaar pyaar mein koi
Naa jaagta naa sota hai
Kaise kahoon main o yaara yeh
Pyaar kaise hota hai
Tududu dudu dududu tu dudu dudu
Tududu dudu dududu tu dudu dudu
Kya hai yeh jadoo hai koi
Bas jo chal jaata hai
Todke pehre hazaaron
Dil nikal jaata hai
Door kahin aasmaano par
Hote hai yeh saare faisle
Kaun jaane koi humsafar
Kab kaise kaha mile
Jo naam dil pe ho likha
Tududu dudu dududu tu dudu dudu
Jo naam dil pe ho likha
Ikraar si se hota hai
Kaise kahoon main o yaara yeh pyaar kaise hota hai
Tududu dudu dududu tu dudu dudu
Tududu dudu dududu tu dudu dudu
Aankhein khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Aankhein khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Kaise kahoon main o yaara yeh pyaar kaise hota hai
Tududu dudu dududu tu dudu dudu
Tududu dudu dududu tu dudu dudu
Tududu dudu dududu tu dudu dudu
Tududu dudu dududu tu dudu dudu
Tududu dudu dududu tu dudu dudu
Soni Soni
Penyanyi : Sonali Bhatawdekar, Ishaan Dev, Pritha Mazumdar, Udit Narayan, Jaspinder Narula, Udhbav Ohja, Shweta Pandit, Manohar ShettyLirik lagu Soni Soni :
O ho ho ho ho ho, oh oh ho ho
Ho ho ho ho ho ho,
ho ho ho ho ho ho ho
Oh ho ho ho ho ho, oh oh oh oh
Ae hey hey hey hey hey hey,
oh ho ho ho ho ho ho
Ho ho ho oh, ho ho ho
Soni soni ankhiyon waali
Dil deja ya deja tu gaali
Soni soni ankhiyon waali
Dil deja ya deja re humko tu gaali
Hum tere deewane hain,
hum aashiq mastaane hain - 2
Jhoothi jhoothi batiyon waale
Bholi soorat, dil ke hai kaale
Jhoothi jhoothi batiyon waale
Bholi soorat, dil ke hai dil dil yeh kaale
Yeh aashiq lut jaane hain,
dil sab de tut jaane hain - 2
Aah aah aah...
Jaa kudiye jo kar le
Gora badan tera rang diya
Oye mundiya, vaada raha
Suli pe jo naa tujhe tang diya
Main suli pe chad jaava
Tu bol, abhi mar jaava
Main tujhse agar darr jaava
Dil naam tere kar jaava
Yaad rakhna mera kehna
Yeh dil ek din mil jaane hain
Hum tere deewane hain,
hum aashiq mastaane hain
Yeh aashiq lut jaane hain,
dil sab de tut jaane hain
Aah aah aah aah...
Hmm, kyoon mujhse door khadi hai
Badi masti tujhe chadi hai
Kyoon mujhse door khadi hai,
dil ke nazdeek badi hai
Aa lag jaa gale tu kisi bahaane se
Bahaane se, bahaane se
Badi masti tujhe chadi hai,
har ladki door khadi hai
Main aagayi phir bhi tere bulaane se
Bulaane se
Soch kar tha tujhe aana
Aakar vaapas naa jaana
Hum tere deewane hain,
hum aashiq mastaane hain
Yeh aashiq lut jaane hain,
dil sab de tut jaane hain
Aah aah aah aah...
Gham ho ya koi khushi
Purva ka jhonka hai
Ek aaye ek jaayega
Kyoon dil ko roka hai
Is dil ko humne nahin
Hamein dil ne roka hai
Koi bataa de zara
Kya sach, kya dhoka hai
Ye duniya saari badi hai pyaari
Yahi ek sach hai,
yeh sab rang bade suhaane hain
Hum tere deewane hain,
hum aashiq mastaane hain
Yeh aashiq lut jaane hain,
dil sab de tut jaane hain
Soni soni ankhiyon waali
Dil deja ya deja tu gaali
Jhoothi jhoothi batiyon waale
Bholi soorat, dil ke hai,
dil ke yeh kaale

Zinda Rehti Hain Unki Mohabbatein
Penyanyi : Lata Mangeshkar, Udit NarayanLirik lagu Zinda Rehti Hain Unki Mohabbatein :
Duniya Mein Kitni Hain Nafratein
Phir Bi Dilo Mein Hai Chahtein
Duniya Mein Kitni Hain Nafratein
Phir Bi Dilo Mein Hai Chahtein
Mar Bi Jaye
Pyaar Wale
Mit Bi Jaayen
Yaar Wale
Zinda Rehti Hain
Unki Mohabbatein
Zinda Rehti Hain
Unki Mohabbatein
(Aa..aa..)
Mar Bi Jaye
Pyaar Wale
Mit Bi Jaayen
Yaar Wale
Zinda Rehti Hain
Unki Mohabbatein
Zinda Rehti Hain
Unki Mohabbatein
(Aa..aa..)
Nah itulah kumpulan lirik lagu India Mohabbatein secara lengkap dalam bahasa India. Terdapat total 9 lagu yang menjadi OST Mohabbatein, dua di antaranya adalah instrumental dan satu merupakan versi aransemen. Lagu-lagu Mohabbatein pun masih sering diputar dan digemari sampai sekarang.
Belum ada Komentar untuk "7+ Lagu India Mohabbatein OST dan Lirik Lagunya [Lengkap]"
Posting Komentar